Friday, April 27, 2007

ek aur sher

Phir koi aaya dil-e-zaar! nahin koi nahin


rahroo hoga kaheen or chala jayey gaa


dhal chuki raat, bikharney laga taaroun ka ghubaar


larhkharaanay lagay aewaanoun main khuwaabeeda charaagh


sogayi raasta tak tak k hur ik rahguzar


ajnabi khaak nay dhundlaa diyey qadmoun k suraagh


gul karo shamain, barhadou may-o-meena-o-ayyaagh


apnay beykhuwaab kawaarhoun ko muqaffal karlo


ab yahan koi nahin, koi nahin aayey gaa!!





Faiz Ahmed Faiz!!



the last four lines were used in mammo!

No comments: